Happy Navratri Quotes and wishes for you

Navratri is an Indian Festival of lights, color, garba, dandiya and so on. Navratri is a festival dedicated to hindu  diety Durga. During these nine nights festival nine devi's are worshiped. here on quotes tadka we have best navratri quotes for you.



1. Humko Tha Intazar Wo Ghadi Aa Gai,
Hokar Singh Par Sawar Mata Rani Aa Gai,
Hogi Ab Mann Ki Har Muraad Puri
Harne Ab Saare Dukh Mata Dware Aa Gai.
Happy Navratri

2. Jiwan ek Aaradhna hai
aur Aaradhna Shakti MAA ki
Upasna se Paripurn ho..
NAVRATRI SUBH ho

3. Navratri ke absar par hardik subhkamnayen..
May Maa Durga illuminate your life
with countless blessings of happiness
and good fortune..
Shubh Navratri ..

4. Lakshmi ka hath ho
Saraswati ka sath ho
Ganesh ka niwas ho
Aur maa durga ke aashirwad se
Aapke jeevan mai prakash hi prakash ho!
Happy Navratri -

5.  Maa Durga ke ashirwaad se apka jivan sukhmay ho,
Is Navratri pe hamarie shubkamnayen apke saath hai

6. Aaya hai Maa Durga ka tyohaar.
Maa aap aur aapke parivaar par sada apni kripa banaye rakhe .
Aapko Navaratri ke pawan avsar par bahut bahut badhai ho.

7. Humko Tha Intazar Wo Ghadi Aa Gai,
Hokar Singh Par Sawar Mata Rani Aa Gai,
Hogi Ab Mann Ki Har Muraad Puri
Harne Ab Saare Dukh Mata Dware Aa Gai.
Happy Navratri

8. Ya devi sarvo bhuteshu
shakti rupen samsthita
namastasyai namastasyai
namastasyai namo namah

9. In akhon se sada Maa ko dekhun,
In kanon se Maa ko sunun,
Ye hath Maa ke charno ki dhul ko sada chue,
Sada maa ka beta bana rahu.
Maa har saal Navratra pe milne aayen

10. Maa ambe apne bhakto par apna hath rakhana
NAVARATRA ke subha din par hum sub apki sharnon me rahe aur
in nav dino tak apki seva puja or bhakti kare.
JAI MATA DI!



Hope you liked our post on Navratri Quotes. you can share this post on twitter, facebook, and google+. you can also leave your valueable comments.

Subscribe to receive free email updates: